Stammering cure tips in hindi - totlapan ka ilaj Urdu
Question:- sir, mera ek best friend he hum school me sath me
ek class me hi study karte he, jab bhi mere friend ko class me kisi question ke
answer dene ka time ata he to who Tutlane ki I mean Haklane ki wajah se
sharminda hota he.
totlapn ki bimrai jise English me stutter, falter or
stammering kehte he.
stammering cure, Totlapan ka ilaj or Haklane ka ilaj or Stammering treatment
bataiye take mere friend ko sharminda na hona padhe.
Answer:- Dear brother is bimari ke iaj ke liye hum aik
treatment bata rahe he jo “Kaloni” urdu book me padha he. Kalonji ke baare me
to aap jante hi he ke pyare nabi Muhammda s.a.w. ne farmaya he ke is me mout ke
alawa har marz ka ilaj he, so, apne frind ko ye treatment full confidential
tariqe se bataye.
Treatment for Stammering disease:- Totlapan ke ilaj ke liey
I mean stammering disease ke treatment ke liye – one tea spoon kalonji Oil (ek
chamcha kalonji Oil) tow tea spoon Honey (Do chamcha Shad) me dal kar din me
tow time (2 bar) zaban par rakhe.
This is very easy treatment but self confidence most
important. Without self confidence we will not done any work properly.
Where is available kalonji Oil?
If your mind asks this question ‘where is available Kalonji
Oil?’ I mean Kalonji ka oil easily kisi bhi Harbal Shop (Jadi booti) ki Dukan
par mil jata he. Other wise only search kar ke ise order dekar mangwa le.
Today hum ne jis treatment ke baare me aap ko bataya he us
ko karne par aap ne kya feel kiya is ka result kya aya he is ke bare me aap
hume comment box ke zariye bata sakte he.
Disclaimer:- this
post is informational propose only. Ye post ek informational propose se write
ki gai he. Bataya gaya ilaj kisi expert doctor or hakeem ke kehne par hi kare.
Sirf zuban par rakhy ya kha jaye ???
ReplyDeleteYa zuban par rakhny k kitny minutes baad phenk de ???
Kitna den karna hai
ReplyDelete