Shad ki makhi our shad yani honey bee and hoey in Urdu in Hindi in ilaj
World me i mean Duniya me aap jab apni eyes (nigah) se Discover karte hain to badi herat angez discovery samne ati hai.hum dekhte hain ke nature ne, qudrat ne jo insect (kide-mkode), Animals, Birds, charinde-parinde, maveshi chupay, under water, river and sea me rehne wale janwar our hawa me flying I mean terne wale janwar bee (makhkhi) etc., waghira Nature ki wo lajawab nishani ha jin he dekh kar ek aqlmand insan I mean wise person without nature’s praise, qudrat ki tareef kiye baghair nahi rahta.
her ek janwar jandar allah ne bnaye he sab apna apna work, part and role ko anjam de rahe hain.
one small insect I mean ek chota sa kida jise hum shad ki makhi (honey bee) ke nam se jante hain. Hindi me isse madhumakkhi our English honey bee kehte hain.
Honey bee yani madhumakkhi dekhne me jitni choti hai karname (Achievements) me utni hi badi.
Honey bee mean who insect, kida jo day night, din raat ki kadi mehnat ke baad (after hard struggle make a home) apna ghar yani shad ka chatta banata hai. jo kai pholon ka joos hota hai. har kadve our meeth phool I mean bitter and sweet flower ke juice se who intehai meetha our lovely, pyara saf suthra ras banta he jise hum shad kehte hain.
Honey is very sweet and tasty nature’s gift for human being. Yes, Honey is very sweet and tasty gift by the nature for human being. Honey is very beneficial for many diseases.
No comments:
Post a Comment