Friday, April 3, 2015

Hair dandruff treatment in Hindi Urdu

Hair dandruff treatment in Hindi Urdu

Dandruff BAFA or Bhoosi ( wafa or roosi) kya hai? What is Dandruff? In Hindi Urdu
Dandruff is a hair related problem or disease.  It mean Dandurf jise Hindi or Urdu language me Bafa and Bhusi bhi kaha jata he, ye balo se judi bimari (disease) hai. Dandruff ki problem me hair roots yani balo ki jado me safaid parat jam jati he jo sookh kar jahdne lagti he. Dandruff ho jane ke reason se hair fall yani Baal bhi girne lagte he.
Reason for Dandruff: - Dandruff hone ka reason normal weakness and blood ki kami or sar me gandgi hona bhi Dandruff hone ki wajah ho sakta he. Fungus infection bhi is ka reason ho sakta he.
Treatment:  Dandruffs ka ilaaj -