Kutte ke katne pe ilaj kare My story about Dog bite treatment in Hindi Urdu
Agar aap
Doge bite means kutte ke katne par gharelu ilaaj search kar rahe he. If you
search about dog bite home remedy. To hum Aap ko first to yeah suggestion dete
he ke aap Dog (or monkey, Bandar) kutte ke katne ka gharelu ilaj, home treatment
internet par search karne ke bajaye direct kisi expert Doctor se consult kare.
“Note: I am
not a doctor. This post is only informational purpose. (Me Doctor nahi hun. Ye
post only informational (jankari) ke purpose se send ki gai he. According my
story it means humare ghar me jo accident (hadsa) huwa us se jo knowledge mujhe
mila me aap se share kar raha hun. It is only my opinion.”
Dog bite
yani kutte ke kante ka ghrelu ilaaj and rabies vaccine treatment ke topic par
hum aap se apni story share karna chate he.
According My
Story: Some month before humare Child “Ghar ke aik bachche” ko awara kutte I
mean who dog jo sadak par awar ghumte he oosne kaat liya tha. Our Child bitten
by dog. Jab Dog ne bachche ko kata to use direct civil hospital lejaya gaya. Jahan
“Child” ko first aik (Antibiotics Tetanus ka) injection lagaya gaya. Is
injection ke baad hum se yeah kaha gaya ke dog bite ke five (5) injection some
days ki gape yani kuch – kuch time period ke bad lagaye jayeinge. It means
Vaccine ke five injection time to time putthe ya kandhe (hips or shoulder) par
lagaye jayeinge.
Injection us
time available nahi tha is lye first injection sham ko lagaya gaya.