Peppermint benefit, Pudina ke fayede in Hindi and Urdu
Many Doctor and hakim and Ulma Hari sag sabziyon ke bare me batate ha ke sabziya (vegetables) health ke liy beneficial ha and vegetables ke through many disease ke treatment bhi possible ha. in hi vegetables me se ek Peppermint (mint) bhi ha jise Hindi and Urdu me Pudina kaha jata ha. Pudina or peppermint ke bare me expert hakim kafi kuch fayde batate he. It is very beneficial:
- Expert batate ha ke peppermint yani pudina se digestion (hazma) better rehta ha it mean khana hazam hota ha. agar kisi ko gas ki problem ho to pudina se is ka ilaaj mumkin ha.
- Stomach I mean Pait me agar kide (insects) hot to peppermint khane me use karne se kide mar jate ha or bahar ajate ha.
- Peppermint ke use se urine bhi better tariqe se pas hota ha.
- Peppermint I mean pudina ke khane se Mardana (sex) taqat (power) me izafa hota ha.
- Masana ki pathri (Bladder stone) agar kisi ko ho to is bimari me bhi Peppermint i mean pudina khana kafi beneficial ha. Pudina se bladder stone (masane ki pathri) ka ilaaj possible ha.
- Woman agar is ko use kare to un ke breat me Doodh (milk) achcha ata ha. it is very beneficial for pregnent woman.
- Peppermint ke khane se mani bhi banti ha. It is very best for man.
- Peppermint is a big gift by the god. Peppermint is a health vegetable. All vegetables are the best for man and woman health.
(Note read care fully. Check by your self. I am not a doctor.)